1. Home
  2. sms 140
  3. Sms collection
  4. Mobile version
English  Hindi  Malayalam  Tamil  Kannada  Marathi  Punjabi  Gujarati  Telugu  Other  

Birth Day »


Suraj roshni le kar aayaa, Au

Category:Birth Day Shared by: Rizwan99

Suraj roshni le kar aayaa,
Aur chidyon ne gaanaa gaayaa,
Phoolon ne hans hans kar bolaa,
Mubarak ho.. tumhaara janam dinaaya!

 

Hazaaro ki ginti to mujhe nahi

Category:Birth Day Shared by: Rizwan99

Hazaaro ki ginti to mujhe nahi aati
par Khayaal kuch aisa hai k
reth ka har zarraa agar nayaabHiraa ban jaaye to
tohfe mein aapko registaan dedu
Wishing u a very Happy Birthday

   

ye be khudi ye laboon ki hansi

Category:Birth Day Shared by: Ashok Yadav

ye be khudi ye laboon ki hansi mubarik ho
tumhein ye saalgirah ki khushi mubarik ho
kabhi na aaye koi ghum qareeb tumhaare
jahaan mein sab se ache hoon naseeb tumhare
khaloos , pyar bhari dosti mubarik ho
tumhein ye saalgirah ki khushi mubarik hoo

 

Muskan Apke hontho se kabhi ja

Category:Birth Day Shared by: pintoo chauhan.

Muskan Apke hontho se kabhi jaye nahi,
Aansu Apke palko pe kabhi aye nahi,
Pura ho Apka har khwab,
Aur jo pura na ho wo khwab kabhi aye nahi.
Happy Birth Day..

   

A 4 = aap ko B 4 = bhaut bhau

Category:Birth Day Shared by: jitu 9823486824

A 4 = aap ko
B 4 = bhaut bhaut C 4 = chori chori
D 4 = Dil Se
E 4 = ek bar
F 4 = face 2 face
G 4 = gale milkar
H 4 = hum aap ko kehana chahte hai...
Happy Birthday

 

Janam din mubarak ho tujhko Ha

Category:Birth Day Shared by: Kavita_4u

Janam din mubarak ho tujhko Har kushi jo chahi, tujhe mil jaye wohi Duniya main har pal tu yu baate khushiya Ke humko tujh pe gumaan aaye.

   

Khuda door rakhe gam ki parchh

Category:Birth Day Shared by:

Khuda door rakhe gam ki parchhaiyun se
Janamdin Mobarak ho Dil ki gahrayion se

HAPPY BIRTHDAY

 

Khuda door rakhe gam ki parchh

Category:Birth Day Shared by: Intazar Alam ansari

Khuda door rakhe gam ki parchhaiyun se
Janamdin Mobarak ho Dil ki gahrayion se

HAPPY BIRTHDAY


GUDDU
9821885068

   

Page 1 of 1

  • 1